Sitaray jo damaktay hain
Kisi ki chashm-e-Hairan main
Mulaqatain jo hoti hain
Jamal-e-abr-o-baran main
Ye na abaad waqton main
Dil-e-nashaad main hogi
Mohabbat ab nahin hogi
Yeh kuch din baad main hogi
Guzar ja'en gay jab yeh din
Yeh un ki yaad main hogi !
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment