twitter

Baar-ha Mujh sey kaha dil ney k aye shobda gar!
Tu k alfaz sey asnam giri karta hai
Kabhi us husan-e-dil ara ki bhi tasweer bana
Jo teri sch k khakon Mein lahu bharta hai

Baar-ha dil ney yeh aawaz suni aur chaha
Man loon, Mujh sey jo wajdan Mera kehta hai
Leykin is ijz sey hara Mere fan ka jadu
Chand kO chand sey barh kar koi kya kehta hai!

Saturday, December 8, 2007 | 0 comments | Labels:

0 comments: